Pehli pehli baar jo woh mulaqT hoti hai..
Do dillon ke dhadakne ki aawaz hoti hai..
Pehli barish ki jo woh raat hoti hai..
Usse milke jo hulchal pehli baar hoti hai..
Pehli ladai mei jo mithaas hoti hai..
Kya kahun yaaron pehle pyaar ki bhi kya baat hoti hai??
......
WNt to complete dis?? Try and write.
'hope your lines would explain ur first love and come next to dis..'




5 comments
Js pal js lmhe mein vo sth nae hta, uss mein zndgi beraang hti h! :)) :*
Uske phli phli br dkhne se chehre pr jo mskhrt hti h..
Chpke chpke hth pkdne pr jo dill mein aahat mehsus hti h..
Kya yhi phle pyr k dhmi dhmi shuruwt hti h..
Uske sth na hne pr jo ankhn mein nmi hti h,
Uske knde pr sr rkh kr sne ki jo flng hti h..
Kya phle pyr k yhi phchn hti h..
my god ! really nyc 1.....:-) i must u r a gud writer so aur kisse pyaar hua hai?
Aw! Ty! :))
Bs Ankhn Bnd Ki Apne Phle Aur Last Pyr ''SS'' Ko Yaad Kiya Aur Likh Daali! :* :P
good good keep on writing..>!!
Post a Comment