Share/Bookmark

juzz 4 u

✪ 8 comments
Mere hothon pe hasi lane ke liye..
  teri muskurahat bohut hai..
Meri dhadkane phir jagane ke liye ..
  teri aahat bohut hai..
Mere kaano ko teri baat sunane ke liye..
  teri aakhein bohut hai..
Mere khwaabon ko sach banane ke liye..
  teri saansein bohut hai..
Mere dil ke tute tukdon ko ek bnane ke liye..
  tera wo sharmana bohut hai..
Tjhe na milke kyun pachtaun mei..
  jab aakhon pe nami lane ke liye..
Teri yaadein kafi hain...

8 comments

✪ Anonymous : February 16, 2013 at 6:37 AM

kiske liye hai???

✪ Unknown : February 16, 2013 at 11:38 PM

sm1 special:-)

✪ Unknown : February 16, 2013 at 11:55 PM

Ahem ahem! Sm1 spcl shubh! Kn kn? :DD

✪ Unknown : February 17, 2013 at 2:30 AM

u ofcse:-)

✪ Unknown : February 17, 2013 at 3:36 AM

Ye U Kitni Gals Ke Lye Hai?

✪ Unknown : February 17, 2013 at 4:04 AM

jitni smjh len:-P

✪ Unknown : February 17, 2013 at 5:35 AM

Kamina Tu! :P

✪ Unknown : February 19, 2013 at 4:47 AM

haw :-/

Post a Comment

HOME | ABOUT

Copyright © 2011 NATsh Shubham Setia | Powered by BLOGGER | Template by 54BLOGGER